Wednesday, November 10, 2010

Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho-Song-Hum Dil De Chuke Sanam



aankhon ki gustaakhiyaan maaf hon...

May the impertinence of my eyes be forgiven...

ek tuk tumhein dekhti hain

They look at you just a little;

jo baat kahana chaahe zubaan tum se yeh vo kahati hain

and what my tongue longs to speak, that is what they tell you.

aankhon ki sharmo haya maaf hon

May the bashfulness of my eyes be forgiven.

tumhein dekhke jhukti hain

My eyes fall away from yours;

uthi aankhein jo baat na kah saki jhuki aankhein voh kahti hain

what my eyes couldn't say while looking into yours, that lowered gaze says for me.

aankhon ki gustaakhiyaan maaf hon

May the impertinence of my eyes be forgiven...

kaajal ka ek til tumhaare labon pe laga duun

I'll plant a speck of kohl on your lips.

haan chanda aur suuraj ki nazaron se tumko bacha luun

Yes, I'll spare you the invasive inspection of the sun and the moon.

palkon ki chilman mein aao main tumko chhupa luun

Step behind the fringe of my eyelashes; I'll hide you there.

khayaalon ki ye shokhiyaan maaf hon

May these mischievous thoughts be forgiven.

har dam tumhein sochti hain jab hosh mein hota hai jahaan

With every breath (my eyes) think of you, and though the whole world is in its senses,

madhosh ye karti hain

(your eyes) rob me of mine.

aankhon ki sharmo haya maaf hon

May the bashfulness of my eyes be forgiven.

yeh zindagi aapki hi amaanat rahegi

This life (of mine) will always be entrusted to you.

dil mein sada aapki hi muhabbat rahegi

Love for you will always reside in my heart.

in saanson ko aapki hi zaruurat rahegi

Even just to breathe, I will always have need for you.

is dil ki naadaaniyaan maaf hon

May the foolishness of my heart be forgiven.

ye meri kaha sunti hain

(Your eyes) listen to my words;

ye pal pal jo hoti hain bekal sanam to sapne naye bunti hain

(these eyes) which are always restless with desire, they weave new dreams.

aankhon ki...

May the...

gustaakhiyaan maaf ho

impertinence of my eyes be forgiven.

sharmo haya maaf hon

bashfulness of my eyes be forgiven.

No comments:

Post a Comment